Ye Kash Dekhu Mai Aaj Ki Raat

Singer: Sadhana Sargam
Writer: Anand Bakshi
Composer: Laxmikant-Pyarelal
Movie/Album: Aashik Aawara

(Ye kash dekhu mai aaj ki raat - 2

Chand aur piya dono ek sath) - (2)
Ye kash dekhu mai aaj ki raat

Sajan ki lambi umar ke liye - 2
Sato janam maine apne diye
Manga yahi jod ke apne hath - 2
Chand aur piya dono ek sath
Ye kash dekhu mai aaj ki raat - 2

Dono ke ek sath darsan karu - 2
Pooja ke ye phul arpan karu
Taro ki aise nikle barat - 2
Chand aur piya dono ek sath
Ye kash dekhu mai aaj ki raat - 2
Chand aur piya dono ek sath
Ye kash dekhu mai aaj ki raat - 2

Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe - 4