Main Kab Tanha Hua Tha

Singer: Chandan Dass
Writer: Dr Bashir Badr
Composer: Chandan Dass
Movie/Album: Aaraish (1989)

Mai kab tanha hua tha yaad hoga - 2

Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga

Bahot se ujhale ujhale phul lekar - 2
Koi to tumse mila tha yaad hoga - 2
Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga

Bichhi thi hartaraf aankhe hi aankhe - 2
Koi aansu gira tha yaad hoga - 2
Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga

Udasiya aur badhti ja rahi thi - 2
Woh chehra bujh raha tha yaad hoga - 2
Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga

Bahot pagal hawa ke aanchlo par - 2
Kise tumne likha tha yaad hoga - 2
(Tumhara faisla tha yaad hoga
Mai kab tanha hua tha yaad hoga - (2)