Jind Le Gaya Wo Dil Ka Jaani

Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Anand Bakshi
Composer: Laxmikant-Pyarelal
Movie/Album: Aapke Saath

O o o o taaaaa tanu tana taana

Jind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya
Jind le gaya jind le gaya woh dil ka jaani
Jind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya - 2
Jind le gaya mehmaan chala gaya ghar se
Yeh khaali makaan reh gaya
Jind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya
Khaabon si takdirein - 2 kab banati hai
Paani pe tasbire - 2 kab banati hai

Na rang raha koyi baaki na koyi nishaan reh gaya
Jind le gaya - 2 woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya
Uss aandhi ka uss tufaan ka jor kisi ko yaad nahi hai
Aayi thi ik roj kayaamat aur kisi ko yaad nahi hai
Bas ek mera dil tuta yeh saara jahaan reh gaya
Jind le gaya - 2 woh dil ka jaani

Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya
Apane jakhmon apane sadamo se
Main kitani sharminda hoon
Kya kaaran hai kya hai sabab jo
Aaj bhi abb bhi main jinda hoon
Lagata hai ke mera baaki koyi imtehaan reh gaya
Jind le gaya - 2 woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya
Mehmaan chala gaya ghar se yeh khaali makaan reh gaya
Jind le gaya woh dil ka jaani
Yeh but bejaan reh gaya jind le gaya
Jind le gaya jind le gaya