Aaya Hai Mujhe Phir Yad Woh Jalim

Singer: Mukesh
Writer: Anand Bakshi
Composer: Roshan
Movie/Album: Devar

 Aaya hai mujhe phir yad woh jalim, gujara jamana bachpan kaa

Hay rey akele chhod key jana, aur naa aana bachpan kaa
Aaya hai mujhe.......

Woh khel woh sathee woh jhule, woh daud key kehna aa chhule
Ham aaj talak bhee naa bhule, woh khwab suhana bachpan kaa
Aaya hai mujhe.......

Iskee sab ko pehchan nahee, yeh do din kaa mehman nahee
Mushkil hai bahut aasan nahee, yeh pyar bhulana bachpan kaa
Aaya hai mujhe.......

Milkar roye fariyad kare, un bite dino kee yad kare
Aaye kash kahee mil jaye koyee, yun mit purana bachpan kaa
Aaya hai mujhe.......