Yeh Dharati Hai Saraayi

Singer: Not Applicable
Writer: Not Applicable
Composer: Fazal Qureshi
Movie/Album: Dansh

 Mitti hi hai mitti mein hai shaamil, yahin hai saanson ki manjil - (2)


Haathon mein samay ke jivan hai khilauna
Ek aankh hasana, ek aankh rona
Mitti hi hai mitti mein hai shaamil, yahin hai saanson ki manjil

Yeh dharati hai saraayi, ek aaye ek jaaye
Uparwaala khel dikhaaye - (2)
Mitti hi hai mitti mein hai shaamil, yahin hai saanson ki manjil

Har maanav hai yahaan chhaaya - (2)
Sab kuchh yahaan hai, paraaya
Nashvar hi hai kaarvaan - (6)