Tera Kisi Se Pyar Tha

Singer: Mukesh, Surinder Kaur
Writer: Shewan Rizvi
Composer: Shakat Ali Dehlavi
Movie/Album: Dada (1949)

 (Tera kisi se pyar tha

Tu wo zamana bhul ja) - (2)

(Guzri hui yeh baat hai
Ab yeh fasana bhul ja) - (2)
Tera kisi se pyar tha
Tu wo zamana bhul ja

Milke jo tu bichhad gaya - 2
Dil ka chaman ujad gaya - 2
(Ruthi huyi bahar ka
Laut ke aana bhul ja) - (2)
Roti huyi jawaniya - 2
Kahti hai ye kahaniya - 2
9jalna tha dil ka aashiya
Ab bujhana bhul ja) - (2)

Badle me tere pyar ke
Gham ko gale laga liya
Gham ko gale laga ke - 2
Tu aasu bahana bhul ja
Gham ko gale laga ke
Tu aasu bahana bhul ja
Tera kisi se pyar tha
Tu wo zamana bhul ja