Jab Dil Naa Lage Dildar Hamaree Galee Aa Jana
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik
Writer: Sameer
Composer: Anand-Milind
Movie/Album: Coolie No. 1
Aa jana aa jana aa jana aa jana
Jab dil naa lage dildar hamaree galee aa jana
Jab karna ho hame pyar hamaree galee aa jana
Aa jana.........
Jab yad sataye tumhe yar hamaree galee aa jana
Jab karna ho didar hamaree galee aa jana
Jab nind aaye naa rato ko ranee karne lage tang tujhko javanee
Dhadkan sataye jadu jagaye mausam kare chhedkhanee
Jab joban peh aaye nikhar hamaree galee aa jana
Jab dil naa lage dildar............
Jab hadh se badhane lage bekararee jab umra jaye naa tanha gujaree
Najdik aake tan se laga key kar lena tum bat saree
Naa karna kabhee intzar hamaree galee aa jana
Jab yad sataye tumhe............