Mai Rickshwala

Singer: Mohammad Rafi
Writer: Shailendra
Composer: Shankar-Jaikishan
Movie/Album: Choti Bahen

 Mai rickshwala - 2

Hai char ke barabar
Ye do tang wala
(Kaha chaloge babu
Kaha chaloge lala) - (2)
Mai rickshwala - 2

Door door door koi
Mujhko bulaye - 2
Kya karu dil use
Bhool na paye - 2
Mai rishte jodu dil ke
Mujhe hi manzil pe
Koi na pahunchaye - 2
Mai rickshwala - 2
Hai char ke barabar
Ye do tang wala
(Kaha chaloge babu
Kaha chaloge lala) - (2)
Mai rickshwala - 2

Thi kabhi chand tak
Apni udan - 2
Ab ye dhool ye sadak
Apna jaha - 2
Jo koyi dekhe chaunke
Uparwala bhi soche
Ye kaisa insan - 2
Mai rickshwala - 2
Hai char ke barabar
Ye do tang wala
(Kaha chaloge babu
Kaha chaloge lala) - (2)
Mai rickshwala - 2

Raat din har ghadi
Ek sawal - 2
Rotiya kam hai kyun
Kyun hai akal - 2
Kyun duniya me kami hai
Ye chori kisne ki hai
Kaha hai sara maal - 2
Mai rickshwala - 2
Hai char ke barabar
Ye do tang wala
(Kaha chaloge babu
Kaha chaloge lala) - (2)
Mai rickshwala - 2