Jau Kaha Bata Aye Dil Duniya Badee Hain Sangadil

Singer: Mukesh
Writer: Shailendra
Composer: Shankar-Jaikishan
Movie/Album: Choti Bahen

 Jau kaha bata aye dil duniya badee hain sangadil

Chandanee aayee ghar jalane, suje naa koyee manjil

Banake tute yaha aarju key mahal
Yeh jamin aasman bhee gaye hain badal
Kehtee hain jindagee, iss jahan se nikal

Hay iss par toh aasuo kee dagar
Jane uss par kya ho kise hain khabar
Thhokare kha rahee har kadam par najar