Sanso Kaa Kya Hai Pata

Singer: S P Balasubrahmanyam, Anuradha Paudwal
Writer: Not Applicable
Composer: Nikhil-Vinay
Movie/Album: Chor Aur Chand

 (Sanso kaa kya hai pata -2, sanso key bin jee lenge ham

Teree dhadkan kee dhun jo sun lenge ham) - (2)
Sanso kaa kya hai pata - (2)

Mud kar kise dekhna hai, chhuta hai saya kaha
Ham sath hain dhundh lenge kuchh roshnee key nishan
Jan gaye jine kee ham yeh ada sanso kaa kya hai pata - (2)
Sanso key bin jee lenge ham, teree dhadakn kee dhun jo sun lenge ham
Sanso kaa kya hai pata -2

Abb kya shikayat kare ham, kisko kahe bewafa
Apne liye jindagee toh, khud hai koyee hadsa
O.... dekhenge abb aage hota hai kya

(Sanso kaa kya hai pata -2, sanso key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun jo sun lenge ham) - (2)
Sanso kaa kya hai pata - (2)