Yahaan Bandhu Aate Ko Hai Jaana

Singer: Mukesh
Writer: Shakeel Badayuni
Composer: Sapan Chakravarty
Movie/Album: Chhattees Ghante

Yahaan bandhu aate ko hai jaana

Koyi ho nahin yahaan kisi ka thikaana
Yahaan bandhu aate ko

Bole ye he bandhu tose
Bahati nadi kahati yahi
Uthati ghata bahati hava
Gaati yahi gaana
Koyi ho nahin yahaan

Bole ye he bandhu tose
Jal ki lahar kal ho kahaan kisako kabar
Bole yahi saanson ka taraana
Koyi ho nahin yahaan