Tanha Chalne Lage Ho Kitne Sambhal Gaye Ho
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Writer: Rishi Azad
Composer: Vishnu Narayan
Movie/Album: Chand Ke Paar Chalo
Tanha chalne lage ho kitne sambhal gaye ho
Chand key par aakar kitne badal gaye ho
Mubarak tumhe naya sansar chalo
Bina tumhare kasam se ek pal reh naa payee - (2)
Chaha bahut tha kehna par ham keh naa paye
Karte hai tumse bahut pyar chalo
Chand key par chalo - (4)