Umangon Ka Karwan

Singer: Raktima Mukerjee, Shaan
Writer: Vickrant Mahajan
Composer: Gaurav Dayal, Sajjad Ali
Movie/Album: Challo Driver

 Ta parap ta

Naya naya sa hai ye pal isme sab kuchh raha badal
Pyara pyara se ye sama umango ka dekho karwa
Lage sab kuch hasi ke khusi hai ab yahi
Mitha mitha sa ahsas koi dilkash ho jaise pas
Naya naya sa hai ye pal isme sab kuchh raha badal
Pyara pyara se ye sama umango ka dekho karwa
Sa rap ta parap ta sa rap ta parap ta

Chalne laga dekho ambar jadu sa ho gaya hai ham par - 2
Chhumdi si lage jamee maja sa ane laga yahi - 2
Naya naya sa hai ye pal isme sab kuchh raha badal
Pyara pyara se ye sama umango ka dekho karwa

Jeene ka dekho naya ye dhang khushi ke hai ab sare rang - 2
Hawa me hai ek tajgi be baak si ek sadgi - 2