Meree Ro Ro Ankhiya Lal Huyee

Singer: Amirbai Karnataki
Writer: Not aplicable
Composer: Bulo C Rani
Movie/Album: Caravan (1944)


Meree ro ro ankhiya lal huyee, kyun ro ro ankhiya lal huyee

Auro key sajan phul samajh kar, pyar se garwa lagaye
Hamare sajan jan mattee sa, der hame thukaraye

Aisa rup suhana tumhara, saj dhaj aisee pyaree
Puranama kaa chanda jaise, phagun kee phulawaree

Laj kee maree kah naa saku mai, aur jiya naa mane
Mann me rah key man key basee, mann kee bat naa janey