Tumhare Hain Tumse Daya Mangate Hain
Singer: Asha Bhosle, Mohammad Rafi
Writer: Shailendra
Composer: Shankar-Jaikishan
Movie/Album: Boot Polish
Tumhare hain tumse daya mangate hain - (2)
Tere ladlo kee duwa mangate hain - (2)
Yatimo kee duneeya me haradam andhera - (2)
Idhar bhul kar bhee naa aaya savera - (2)
Isi sham ko ek pal bhar jale jo - (2)
Ham aasha kaa aisa diya mangate hain........
The ham jinaki aankho ke chanchal sitare - (2)
Hame chhod woh iss jahan se sidhare - (2)
Kisiki naa ho jaisee kismat hai apnee - (2)
Ham aasha kaa aisa diya mangate hain........
Bacha ho jo roti kaa tukada dila do - (2)
Jo utara ho tan se woh kapada dila do - (2)