Itna Bhee Bekaso Ko Naa Aasaman Sataye

Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Not Applicable
Composer: Govind Ram
Movie/Album: Bholi

 Itna bhee bekaso ko naa aasaman sataye

Kee dil kaa dard lab pe fariyad ban ke aaye
Itana bhee bekaso

Jo kuchh tha pas apne wah ham luta chuke hain
Apne hee hatho apni hasti mita chuke hain
Ujade huye chaman me abb kya bahar aaye
Itana bhee bekaso

Kya shan hai shama kee paravano ko jalana
Paravano ko jala kar shama bhee jalati jaye
Itana bhee bekaso