O Mujhe Kisi Se Pyaar Ho Gaya

Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Jalal Malihabadi, Shailendra
Composer: Shankar-Jaikishan
Movie/Album: Barsaat (1949)

 O o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya - 2

Pyaar ho gaya dil beqarar ho gaya beqarar ho gaya
O o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya - 2

(Dard chaha tha hamne chhipana
Khul gaya phir bhi dil ka fasana) - (2)
Dil ne ye kya kiya o salone piya
Mora dhadake jiya
O o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya - 2

Jo chhipana maine chaha
Aankho ne kah diya - 2
Aur jo maine kahna chaha
Dil me hi rah gaya
O o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya - 2

(Aankho aankho me kar ke ishare
Kisne dil se kaha ham tumhare) - (2)
Hay ye kya kiya o salone piya
Mora dhadake jiya
O o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya - 2
Pyaar ho gaya dil beqarar ho gaya beqarar ho gaya
O o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya