Ab Mera Kaun Sahara

Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Shailendra
Composer: Shankar-Jaikishan
Movie/Album: Barsaat (1949)

 Ab mera kaun sahara - 4

Mere balam - 2
Mujhko na bhulana
Ab mera kaun sahara - 4

(Tujhse bichhadkar durr hui
Milne se majboor hui) - (2)
Ro ro ke dil ne tujhko pukara
Ab mera kaun sahara - 4

(Tujhse milan ki aas lagi
Naina ras ki pyas lagi) - (2)
Mujhko hai tera gam bhi pyara
Ab mera kaun sahara - 4

(Pankh lage udd jau mai
Lekin kaise aau mai) - (2)
Bebas hui kismat ne mara
Ab mera kaun sahara - 4