Divana Mastana Huwa Dil

Singer: Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Writer: Majrooh Sultanpuri
Composer: S D Burman
Movie/Album: Bambai Kaa Babu

 Divana mastana huwa dil

Jane kaha ho ke bahar aayi

Tan ko mere chhuye ghat kali
Chhede lahar lahar matwali
Rag koyi anjana

Kuchh anakahi kahe meree chitawan
Bole jiya yeh thi meree dhadakan
Yek naya afsana

Sawan laga machal gaye badal
Dekho jise huwa wahi pagal
Kaun huwa divana