Bachke Rehna Re Baba

Singer: Sowmya Raoh, Sunidhi Chauhan
Writer: Not Applicable
Composer: Anu Malik
Movie/Album: Bachke Rehna Re Baba

 (Ham ladkiya nahi hangama hain

Lagati hain sidhi sadhi ham me drama hain) - (2)
Ladko ke pitche pitche pitche jaye, (jadu chalaye ham hain balaye -2)
Ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja
Bachke rehna re baba - (8)

Ladko kaa fashion huwa hain purana, aaya hain abb ladkiyo kaa jamana - (2)
Payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana
Jadu chalaye ham hain balaye - (2)
Ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja
Bachke rehna re baba - (8)

Aankho mai kajal agar ham lagaye, phir kya hain ham rat usko banaye - (2)
Pal bhar mai badal ko aawara karde, chunri agar ham hawa me udaye