Chod Baabul Ka Ghar-part3
Singer: Talat Mahmood, Mohammad Rafi
Writer: Shakeel Badayuni
Composer: Naushad
Movie/Album: Babul
Ta : chod baabul ka ghar, mohe pee ke nagar
Aaj jaana pada
Ho
Aaj jaana pada
Pehan ulfat ka gehna dulhan main bani
Dola aaya piya ka sakhi main chali
Ye tha jhootha nagar, isliye chod kar,
Mohe jaana pada
O
Aaj jaana pada
Cho : aa
Ra : aao saajan khade hain duwaar
Lene ko aaye kahaar
Doli mein ho ja sawaar