Dil Ka Diya Jala Ke Gaya

Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Majrooh Sultanpuri
Composer: Chitragupta Shrivastava
Movie/Album: Aakash Deep

Dil ka diya jala ke gaya, yeh kaun meri tanahai mein

Soye nagmein jaag uthhe, hontho ki shahanaayi mein

Pyaar aramaano ka dar khatkaaye
Khwaab jaage aakho se milane ko aaye
Kitane saaye dol pade, suni si angadayi mein

Yek hi najar mein nikhar gayi main toh
Aaina jo dekha sawar gayi main toh
Tan pe ujaala phail gaya pahali hi angadai mein