Teree Duniya Me Dil Lagta Nahi

Singer: Mukesh
Writer: Kidar Sharma
Composer: Roshan
Movie/Album: Baanwre Nain

 Teree duniya me dil lagta nahi wapas bula le

Me sajde me gira hu, mujhko ai malik utha le

Bahar aayi thi kismat ne, magar yeh gul khilaya
Jalaya aashiya saiyad ne par noch dale
Mujhko ai malik.................

Bhanwar kaa sir naa chakraye, naa dil lehero kaa dube
Yeh kashti aap kardi maine, tufan ke hawale
Mujhko ai malik.................