Hamne Tumko Chun Liya

Singer: Anuradha Paudwal
Writer: Hasrat Jaipuri, Rani Malik
Composer: Arun Paudwal
Movie/Album: Aaja Sanam

(Hamne tumko chun liya - 2

Nazar nazar ki baat hai) - (2)

Teer dil pe kha liya - 2
Jigar jigar ki baat hai
Hamne tumko chun liya

(Duhaye ki hai dost ne
Duhaye ki hai gair ne) - (2)
Humne tumko pa liya - 2
Asar asar ki baat hai
Hamne tumko chun liya - 2
Nazar nazar ki baat hai
Hamne tumko chun liya