Mai To Tumse Bandhi Rahu

Singer: Devika Rani
Writer: Kavi Pradeep
Composer: Pannalal Ghosh
Movie/Album: Anjan (1941)

 (Mai to tumse bandhi rahu

Tumse bandhi rahu
Bandhan tumhara pyara
O piya bandhan tumhara pyara) - (2)

Bandhan tumahar mujhe
Mere naino ka manjil taera
Bandhan dulara mujhe
Mere sapno fir jan hara
(Mere jivan ka jis se sahara
O piya bandhan tumhara pyara) - (2)
Mai to tumse bandhi rahu
Tumse bandhi rahu
Bandhan tumhara pyara
O piya bandhan tumhara pyara