Itni Haseen Itni Jawaan

Singer: Mohammad Rafi
Writer: Sahir Ludhianvi
Composer: Ravi Shankar Sharma
Movie/Album: Aaj Aur Kal

 Itni haseen itni jawaan raat kya kare - 2

Jaage hain kuchh ajeeb se jazbaat kya kare
Itni haseen itni jawaan raat kya kare

Saanson mein ghul rahi hai kissi saans ki mahek - 2
Daaman ko chhoo raha hai koyi haath kya kare - 2
Itni haseen itni jawaan raat kya kare

Shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake - 2
Hairaan hain ki aaj nayi baat kya kar.n - 2
Itni haseen itni jawaan raat kya kare