Ab Kaun Sunega

Singer: Lata Mangeshkar
Writer: Mahipal
Composer: Datta Davjekar
Movie/Album: Aapki Sewa Mein

Ab kaun sunega

(Ab kaun sunega
Mere man ki baat) - (2)
Jiske chhute sakhi sahare - 2
Ab kaun sunega - 2
Mere man ki baat
Ab kaun sunega

Jo karte the kabhi ishare - 2
Dub gaye re chand sitare
Dub gaye dub gaye
Dub gaye re chand sitare
Rah dikhane aayi mujhko - 2
Tufano ki rat
Ab kaun sunega
Mere man ki baat
Ab kaun sunega

Jyot diye ki jab bujh jaye - 2
Aasu kya usko suljhaye
Aasu kya aasu kya
Aasu kya usko suljhaye
Bhar bhar aati akhiya akhiya
Bhar bhar aati akhiya
Man hazar
(Ab kaun sunega
Mere man ki baat) - (2)
Ab kaun sunega