Dhadkane Sanse Jawani Jindgani Aapki

Singer: Anuradha Paudwal, Pankaj Udhas
Writer: Sameer
Composer: Anand-Milind
Movie/Album: Beta

 (Dhadkane sanse jawani jindgani aapki - (2)

Apne chaha hame yeh meherbani aapki) - (2)
Dhadkane sanse jawani jindgani aapki

(Chain mil gaye jo aap dil se meraa nam le
Aap chahe toh meree chahat kee kashti tham le) - (2)
Hai meree chahat ke darya me hai rawani aapki - (2)
Apne chaha hame yeh meherbani aapki
Dhadkane sanse jawani jindgani aapki

(Aapke hee pyar se hai manjilo kee dasta
Aapke dam se sitare aapse hai aasama) - (2)
Me humdam hai kahani apaki - (2)
Aapne chaha hame yeh meherbani aapaki
Dhadkane sanse jawani jindgani aapaki - (2)