Zindagi Pyar Ki Do Chaar

Singer: Hemant Kumar
Writer: Jan Nisar Akhtar
Composer: Basant Prakash
Movie/Album: Anarkali


Zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
Chaahe thodi bhi ho ye umra badi hoti hai

Taaj ya takht ya daulat ho zamaane bhar ki
Kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai
Zindagi ...

Do muhabbat bhare dil khaak dhadakate ho jahaan
Sabse lambi vo mohabbat ki ghadi hoti hai
Zindagi ...